Tujhe Dekha To Ye song lyrics/Dilwale Dulhaniya Le Jayenge(1995)

Tujhe Dekha To Ye song lyrics 



Tujhe dekha to ye jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha toh ye jana sanam 

Tujhe dekha toh ye jana sanam 
Pyar hota hai deewana sanam 
Tujhe dekha toh ye jana sanam 
Pyar hota hai deewana sanam 
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum..//
 



Aankhein meri sapne tere
Dil mera yaadein teri
Ho mera hai kya la la la
Sub kuch tera la la la
Jaan meri saansein teri
Meri Aankhon mein
Aansoo tere Aa gaye
Muskurane lage saare gham

Tujhe dekha toh ye jana sanam 
Pyar hota hai deewana sanam 
Tujhe dekha toh ye jana sanam 
Pyar hota hai deewana sanam 
Ab yahan se kahan jaayein hum 
Teri baahon mein mar jaayein hum 
Tujhe dekha toh ye jana sanam 




Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon main kya karoon
Haan tu saamune la la la
Baithi rahe la la la
Main tujhe dekha karoon
Tune Aawaz di 
Dekh main Aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam 

Tujhe dekha toh ye jana sanam 
Pyar hota hai deewana sanam 
Tujhe dekha toh ye jana sanam 
Pyar hota hai deewana sanam 
Ab yahan se kahan jaayein hum 
Teri baahon mein mar jaayein hum 
Tujhe dekha toh ye jana sanam..




Song    - Tujhe Dekha Toh Ye Jana Sanam 
Artist   - Kumar Sanu
               Lata Mangeshkar 
Movie - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge 

Comments

Post a Comment